I think ki 2019 year me SamSung ke M series ne logo ke me bahut sara confusion create kar diya hai. Log yehi question puchte hai ki M20 smartphone me battery pickup kya hai. Games ko lekar bhi bahut sare questions mind me aa hi rahe honge ki kya ye phone gaming ke liye compatible hai ya nahi.
In sabhi sawalo ke jawab aapko isi review me mil jayenge. So, phone lene se pehle aap M20 ki specifications ko puri tarah se analyze kare bina koi decision na le. Maine personally M20 ka test kiya hai. Mere ek friend ne m20 phone 2 din pehle liya hai aur maine unse who phone test karne ke liye unka naya smartphone 1 din ke liye udhaar liya. Ab main iska review aapke samne rakh kar aapko puri details ke sath expain karne ki koshish karunga.
M20 Specifications, Performance and Battery Life
Basic aur advanced specifications ke alawa, main phone ki performance par bhi baat karunga. Iske alawa, current phone price, processors aur bhi bahut sari batein hongi.
Specifications
- Operating system: Android v8.1 (Oreo)
- Display: 6.3-inch (16cm)
- Storage: 32GB “64GB also available” (internal)
- RAM: 3GB (6GB also available)
- Powered by: Octa-core (2×1.8 GHz Kryo 260 Gold & 6×1.8 GHz Kryo 260 Silver)
- Look: Stylish + Slim
- Battery Capacity: 5000 mAh
- Battery life: 16+ hours (offline mode), 6 hours (online mode)
- Battery Charging: Fast charging
- Sound: 3.5mm (0.14 in) jack, vibration
- Camera: 13-megapixel + 8-megapixel
- Camera Type: Dual rear
- Graphics processing: Mali-G71 MP2
- Active 4G LTE on dual SIM cards: Yes
- Fingerprint sensor: Yes
- Face Lock: Available
- Expandable storage: Yes
- Form factor: Touchscreen
- Display Type: liquid-crystal display (TFT LCD)
- Resolution: 1080 x 2340 pixels (90%)
- Color: Charcoal black + Ocean Blue
- Price in India as of February, 05 2019: 12,990 (4GB+64GB), 10,990 (3GB+32GB)
Good and Positive
Bad and Negative
Agar aap ko galaxy m20 ke bare me koi extra pros and cons identify ho jaye to please hume comments me update kare.