Aaj hum is post me Quran softwares ke bare me baat karenge jin ki help se aap apne windows PC par quran ko पढ़ें और सुनें (read and listen) kar sakte hai. Ye softwares offline bhi work karte hai jiske liye aapko har samay internet ki zaroorat nahi padegi.
Quran software ki madad se aap Quranic verses ko sunne ke sath-sath padh bhi sakte hai. Aur har ek कुरान छंद different languages me translate kiye gaye hai jinko aap badi aasani ke sath पढ़ें और सुनें sakte hai aur ye softwares offline mode me bhi use kar sakte hai.
Windows Quran Softwares Kyon Download Kare
Aap ne dekha hoga ki bahut sare log book padhne ke liye eBooks ka upyog karte hai but jin softwares ke naam is article me add kiye gaye hai woh sabhi Quran ke digital versions hai aur digital version me bahut sare features available hote hai.
2 Zekr
Zekr Quran software open source software hai jo 20 languages me available hai… Yani aap is software ki madad se quran ko 20 languages me read and listen kar sakte hai. Is software me na keval text version hai but Zekr program se aap quran verses ko audio version me sunn sakte hai. Zekr software me Zoom in aur Zoom out ka option bhi ebooks ki tarah hai..Ye software na keval windows ke liye available hai but Zekr Quran ko aap Linux par bhi install kar sakte hai. Yadi aap Mac lover hai to Zekr software best choice hai.
2. Quran Majeed
Quran Majeed na keval free software hai but is me dusre softwares ki tarah bahut sare feares maujood hai jin ki madad se aap Quranic verses recite karne ke sath-sath audio me bhi sun sakte hai. Yani, ye software Quran ka digital tool hai jo aapke liye bahut hi fyde mand aur free hai.
3. Qawl
Yadi aap Arabic teacher, researcher, scholar ya phir beginner hai to Qawl aapki help karega. Qawl students ke liye bhi best option hai quran sikhne ka. Is software me text ke alawa audio bhi maujood hai. Iske alawa, is program me high definition images, zoom in, aur zoom out bhi hai. Qawl ki khaas baat ye hai ki is software me dark theme ke alawa, keyboard shortcuts bhi hai jis ka upyog karke aap is program ko easily use kar sakte hai. Agar aap ke paas android smartphone hai to aap alternate App download kar sakte hai.
Yadi aap quranic verse read, listen karne ke baad software ko exit kar dete hai to Zekr aur Qawl softwares aapko last wali read ki gayi verse aur chapter ko wahi se shuru karega. Aap program ke inbuilt search features bhi use kar sakte hai aur sath me default search keys bhi istemal kar sakte hai.
Aap ye softwares apne desktop, laptop, mac ke liye free me download kar sakte hai. Yadi aap quran padhne ka tarika nahi jante hai to in softwares ki madad se aap inbuilt audio ke rules dekh kar quran padhne ka tarika bhi jaan sakte hai.