/

Smartphone Ko Computer Mouse Se Kaise Chalaye

Smartphone ko control karne ke liye bahut saare tarike hai jin se hume smartphones ki शक्ति ka pata chalta hai. स्मार्टफोन me छुपे हुए features bhi hai jin ka hume abhi tak pata nahi. Aisa hi kuch main aaj aap se share karne wale hu. Kahi bar aisa hota hai ki hamare phone ka touchscreen kam karna chhod deta hai. Jis ki waja se hum phone use nahi pate. Kyon ki, jab touchscreen hi bekar ho, to hum aisi परिस्थिति me hath pe hath rakh kar baith jate hai. Touchscreen ki समस्या ko solve karne ke liye aap apne smartphone ko mouse se connect kar ke use kar sakte hai.

use smartphone with mouse

App ne ek उद्धरण suna hi hogi, ki “If a problem has no solution, it may not be a problem.”. Matlab यदि कोई समस्या का समाधान नहीं है, तो यह समस्या नहीं हो सकती है। Chahe aap ke phone ka display टूटा हुआ chuka ho ya phir touch screen bekar hai, aap tab bhi mouse se kaam chala sakte hai.

Smartphone Ko Mouse Se Kaise Chalaye

  1. Apne phone ko mouse se chalane ke liye aap ko bas ek USB OTG cable (On-The-Go) ki zaroorat hai. Is cable me mouse ko plugin kare
  2. Is ke baid OTG cable ko apne phone se jode
  3. Jaise aap PC par mouse ka use karte hai, theek usi tarah ab phone par bhi use kare

Is tarah se aap apne Android ya phir iPhone ko mouse se use kar sakte hai. Mouse ki madad se aap apne cell phone se calls karne ke sath-sath Internet ka use bhi kar sakte hai. Phone me Mp3 aur videos ko mouse se play, pause enjoy kare. In general, aap apne phone se woh sab kuch kar sakte hai jo aap touch screen se karte hai.

Dosto, USB OTG cable aur USB cable do alag-alag types ke specification hote hai. USB cable se hum only do devices ko connect kar sakte hai jaise PC aur mobile phone, camera + PC, printer + PC, scanner + PC ke alawa aur bhi kahi tarah ke devices PC se connect karte hai. Ab aap soonch rahein hu ge ki USB OTG cable ki phir kyun zaroorat hai? Dosto, USB cable me only do sides hote hai, ek mobile ke liye aur dosra side PC se jodne ke liye. Ab aap khud socho ki hum mouse ka itna चौड़ा aur मोटा cable mobile se kaise jode? USB OTG cable charger ki tarah पतला hota hai jo mobile me fit ho jata hai. Is ke alawa USB OTG cable do devices ki beech me ek HOST ki tarah kaam karta hai. Yehi waja hai ki mobile ko operate karne ke liye USB OTG cable ki zaroorat hai.

To ye tha aaj ka topic. Jo main khaas apne Hindi readers ke liye laya tha. Mere sath Facebook, Twitter aur Google plus par jude rehne ke liye TechLekhak blog ko follow kare. ताकि आप सोशल मीडिया पर TechLekhak ke naye naye posts का आनंद ले सकें. Agar aap is post ke bare me koi सवाल poochna chahte hai to comments me likhen. Sath me is post ko apne friends ke sath share kare taki me aane wale dino me aur bhi ache ache posts aap ke liye update karu.

2 Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published.

Previous Story

Play Different Songs On Each Side of iPhone Headphone

Next Story

Deleted Text Messages Recover Kaise Kare