Hi Guys! Chahe Android smartphone उपयोगकर्ता ho ya phir iPhone, har koi apne mobile par alternative Apps download karta hai. Alternative Apps सुंदर aur error-free hone ki wajah se bahut लोकप्रिय ho chuke hai. Har koi App kisi विशेष purpose ke liye banai jati hai. Jinko developers ne soch samajh kar develop kiya hota hai. In main se “One-Handed Keyboard” bahut hi लोकप्रिय hai.
One-Handed Keyboard App se badi aasani ke sath ek hi hath se type kiya jata hai. Ye Apps keyboard ka interface change kar ke typing style easy bana dete hai. Ye phone par kahi bhi istemal kiye ja sakte hai. Jaise Facebook messenger, WhatsApp, Wechat, Web Browser, Text messaging, Contacts aur dialPad. Is ke alawa, in Apps me different keyboard layout उपलब्ध hai jaise QWERTY, QWERTZ, AZERTY, aur DVORAK keyboard.
Kahi baar hamara ek hath coffee cup se busy rehta hai aur hum default keyboard use karke galti se अनाप शनाप type kar dete hai. Kyunki default keyboard user-friendly na hone ki wajah se typing me गलतियां ho jati hai. Apna keyboard “one-handed friendly” banane ke liye aap in Apps ko Install kar sakte hai. Phir aap ek hath se coffee pi kar dusre hath se type kar sakte hai. Type karne me koi mistake nahi hogi. Yehi in Apps ki sab se badi खूबी hai. Main is post me one-handed keyboard Apps mention karne ja raha hu jinko FREE me download kar ke ” One-Handed Keyboard” ka maza liya ja sakta hai.
1. Fleksy
Fleksy App ko download kar ke “One-Handed” mode se keyboard ko thumb-friendly bana sakte hai. Is App par “One-Handed” mode ko manually set kare. Manual settings ko access karne ke liye Fleksy App ko launch kare. Launch karne ke baad App ke top me do options mileage. In options se Fleksy keyboard ko left to right ya right to left rakha ja sakta hai.
Features:
- QWERTY, QWERTZ, AZERTY, and DVORAK keyboard layout
- 37+ languages
- Send Stickers & GIFs
- Stylish keyboard themes
- Number row, hotkeys, prediction
- Auto-capitalization, auto-correction
- Keyboard size
- 790+ emojis
2. Blink
Blink App me bhi wohi features hai jo Fleksy keyboard me hai. Lekin Ye App “swap” function ki wajah se different hai. Blink “one-handed” keyboard ko use karna bahut hi aasan hai. Blink keyboard ko left hand se use karna ke liye right to left swap kiya jata hai. Agar right hand se use karne ki soch rahe hai to left to right swap kare. Android phone ki tarah isme Auto-correction, auto-space, auto-capitalization, Next word suggestion aur word prediction bhi hai.
Features:
- Pre Installed themes
- Different fonts
- Theme customization
- Quick Text
- Multiple languages
- QWERTZ, JKLÇ and AZERTY keyboard layout
3. FancyKey
FancyKey normal keyboard ki tarah use kiya ja sakte hai. Yadi aap “one-handed” keyboard use karna chahte hai to “F” icon par click kare. Jaha tak keyboard direction ka sawal hai, Aap swap karne ke bajaye left/right “arrow” use kar sakte hai. Arrow se keyboard direction change kiya jata hai.
Features:
- 48+ keyboard themes
- 90+ fonts
- Auto-correct, auto-suggestion, word prediction
- Integrated emojis
- Enable/disable keyboard sound
- Multiple languages
4. MessagEase
MessagEase keyboard ek dam different keyboard hai. Ye non-QWERTY keyboard par poore keys shows karne ke bajaye keval 9 keys show karta hai. Har ek key ko press karne se associated alphabets show ho jate hai. For example, agar aap “T” alphabet press karo ge to uske aas paas baki alphabets show ho jayein ge. Jaise t ke baad UVWX.
Features:
- Auto “one-handed” mode
- Keyboard colors
- Slide length
- Auto-combine, auto-capitalization
- Calculator style number pad
- 20 languages
5. SquishKey
Agar aap simple App ki talash me hai to SquishKey sahi rahe gi. Na hi is me theme ko customize ki pareshani hai na font style ki. Ye bahut hi simple aur easy App hai. Type karte samay, “SquishKey keyboard” words suggest karne me expert hai. Jaha tak mujhe pata hai, ye 99 प्रतिशत accurate words suggest karta hai. Suggest kiye gaye words ko select karke aap typing jaldi kar sakte hai.
6. Minuum
Minuum keyboard type kiye gaye patterns ko Android keyboard ki tarah save kar ke suggest karta hai. Ye App two-handed mode aur one-handed mode me use kiya ja sakta hai.
One-Handed Keyboard Activate Kaise Kare?
Download kiye gaye Keyboard ko enable karne ke liye apne Settings me jaye. Setting ke baad General >> Keyboard >> Keyboards >> Add New Keyboard >> Allow Full Access. Is tarah se aap apne iPhone par install kiye gaye keyboard ko enjoy kar sakte hai.
One-handed keyboard iOS 11 me by default उपलब्ध hai. Agar aap ke paas iOS 11 nahi hai to aap purane models par “one-handed” keyboard use kar sakte hai.
Very nice information about one handed keyword apps
Thank you! Pls keep visiting